04/6/2018
Daag ke kuch khyaal, Aligarh wali kitaab se:
Pehla khyaal –
‘Aagey aati thi yaad bhi teri,
Abb kabhi bhool kar nahi aati’
Dusra khyaal –
‘Kisi ka mujhko na mohtaj rakh zamaane mein
Kami hai kaun si ya rabb tere khazaane mein’
Iss raat parinda azaad ho chala…